Mera naam musalmano’n jaisa hai Mujhko qatl karo Aur mere ghar mein aag laga do Mere uss kamre ki Ismat ko looto Jis mein meri bayazein jaag rahi hain Aur main jis mein Tulsi ki Ramayana se sargoshi karke Kalidas ke Meghdoot se yeh kahta hun Mera bhi ek Sandesh hai Mera naam musalmano’n jaisa… Continue reading Mera naam musalmano’n jaisa hai. Mujhko qatl karo.